KHATA MERI
KHATA MERI
har subeh ki
ek shaam hoti hai,har rishte ka pehchan hota hai;
har shaksh
doosron ke soch ka gulaam hota hai;
khud ko
pehchan ke bhi khud se anjaan hota hai;
kisi ke
khaatir khud ke raahon mai khud ka mehman hota hai;
khud ke liye
khud ke gum ka paigaam hota hai;
doosron ke
khaatir khud ki khusi ka khud ke liye armaan hota hai;
jinhe parwah
nai hmaari unke liye ye dil bechain hota hai;
khud ke
zameen pe kisi aur ka aasmaan hota hai;
jinse
mohabbat karo unhi ke nafrat ka farmaan hota hai;
zindagi se
khud ko bhula kisi aur ka makaam hota hai;
khud ke
aansu pee ke kisi aur ka muskaan hota hai;
sb jhuth h...:/
ReplyDeleteoh really?? frame of reference madamji...:p
Deletesweet, painful nd expressive all at d same time.....
ReplyDeletereally fortunate is d one who made u go so deep in thoughts....:):):)
(shaina)
thanx...:)
Deleteshe is d one and my only one..:)
itna dard !
ReplyDeleteworthless emotions..
Delete